Header Ads Widget

Ticker

6/recent/ticker-posts

Becadexamin multivitamin review Side Effects Benefits-

Becadexamin multivitamin review Side Effects Benefits-



aaj ke jamane me log fitness aur diet par dhyan de rehen yadi diet ka baat karenge toh log jyadatar protein aur carbohydrate par dhyan dete hain zoki macronutrients hai yeh aapka body ka muscle development karne me madad karta hai lekin jo other body parts hai jaise ki ho gya eye,skin,heart,kidney ,hair isko micro nutrients develop karne me madad karta hai .jo ki hamara diet me bahut kaam hota hai toh chaliye me aapke liye aaj ek product lekor aya hun jo ki aapka diet ko balance kardega .

toh aaj jo product ka review karne bala hun woh hai Becadexamin multivitamin tablet .

becadexamin jo tablet hai woh multivitamin , multimineral aur other essential nutrients se bharpur hai . yeh Glaxo SmithKline Pharmaceuticals Ltd company ka product . yeh ek international company hai .iska 30 tablet ka price 28 rupees hai.

Composition Of Becadexamin-




pehle iska composition ke baare me jaan lete hain Vit B1 5 mg-

Vit B2 5 mg

Vit C 75 mg

Vit B12 5 mcg

Vit A 5000 iu

Folic Acid (Vit B9) 1 mg

Vit B6 2 mg

D-Panthenol 5 mg

Vit D3 400 iu

Nicotinamide 45 mg

Zinc Sulphate 50 mg

Copper Sulphate 0.1 mg

Magnesium Oxide 0.15 mg

Potassium Iodide 0.025 mg

Ferrous Fumarate 50 mg

Vit E 14 mg

Calcium Dibasic Phosphate 70 mg

Manganese Sulphate 0.01 mg

Benefits Of Becadexamin-


mai jaydi sabhi vitamin kao expalin karunga video bahut bada ho jayega ishlliye me aapko iska ka jo major kaam hai uske baare me bata raha hun

b12 deficiency

skin ko repair karta hai

improving blood circulation

nervous system ko bhi thik rakhta hai

calcium absorption ko badta hai

depression stress kam karta hai

imunity power ko strong karta hai

yeh thha iska benefits of uses

Side Effects Of Becadexamin-


yadi me iska side effects ke baare me baat karun toh iska side effects kuch bhi nahi hai haan yadi aap ka blood pressure high hai aur yadi allergic reaction hai toh doctor se consult kar le .

iska dosage baat karen toh yadi aap gym jaa rehen hai aur koi hard work kar rehen hai toh din mai 3 tablet lain aur yadi aapka lifestyle normal hai toh 1 tablet lain .aur ish tablet ko 10 saal se upar har koi le sakta hai .

mere hisab se yeh tablet bahut hi fayedmand hai aur ishe aap use kar sakte hain .

toh dosto yadi aapko yeh video acha laga hai toh like ,comment,share karen aur ishi type ka next video dekhne ke liye subscribe karen .

Post a Comment

0 Comments